Bump under armpit
Armpit Lump:- Aap in gharelu upay se Armpit Lump se aasani se chutakara pa skte hai.
Armpit me gaatha prne ke karan sujan aur dard hone lagata hai. Es samsya ka upchar hum kuch gharelu upayo se karege.
Remedies for Armpit Lumps :- Gaath hone ka karan aamtor per hamare srir me Infection ka hona hota hai.
remove pimple fast click here
Armpit Lump (Gaath) hanikark nahi hota hai lekin agar iska sahi samay per elaj nahi kiya jay to yeh ghatak rup le leta hai . kuch gaath yese hote hai jo dard paida krte hai jise shahan karana aasan nahi hot.
Armpit Lump :- Dur hota hai masaj karane se
Kuch minato tak nariyal tel ya jaitun ke tel se masaj kiya jay to Armpit me bani gaath se nijat paya ja sakta hai. kyoki masaj karane se blood circulation badhata hai. Jo gaath ke karan hone vale dard aur sujan ko dur krata hai.
Vitamin E se dur kare Armpit
Tarbuj me antioxide hota hai jo sarir ke taksins ko bahar nikalta hai aur un bacteria ko bhi nast karta hai jisse gaath ki smasya hoti hai aur sujan aur dard ko bhi kam karata hai. Tarbuj ke juss ko rojana piye isse aap ko rahat hogi.
Nibu ka ras dur kare Armpit
Nibu ke ras se bhi Armpit ki samasya se raht paya ja sakata hai. Nibu ke res me vitamin c aur anti inflementri gun hota hai. jo gaath ki vajah se hone vale sujan ko kam karta hai. Nibu ke res ko pani ke sath milay rue ki mdad se es ras ko gaath per lagay phir sukhane de aur phir halke garm pani se dhole.
Comments
Post a Comment